paroles de chanson Kamli Waale Nigah E Karam - Nusrat Fateh Ali Khan
Bahut
aise
hain
jo
tewo
tabar
rakhte
hain
Bahut
aise
hain
jo
ilm
o
hunar
rakhte
hain
Bahut
aise
hain
jo
hashmat
o
zar
rakhte
hain
Ham
faqat
teri
kareemi
pe
nazar
rakhte
hain
Kamli
wale
nigahe
karam
ho
agar
Na
dawa
chaahiye
na
shafa
chaahiye
Main
mareez
e
muhabbat
hoon
mujhko
toh
bas
Ik
nazar
ya
habeeb
e
khuda
chaahiye
Ab
toh
ho
nazre
rehmat
mere
mustafa
Gham
ka
maara
hoon
besahaara
hoon
Kuch
bhi
hoon
aaka
main
tumhaara
hoon
Aa
jaye
yasrat
tumhari
ik
nazar
darkaar
hai
Ik
nazar
ehmat
ki
ho
jaaye
toh
beda
paar
hai
Tu
hi
sultan
e
aalam
ya
muhammad
Zaroo
e
lutf
sooe
mann
nazar
kun
Ab
toh
ho
nazre
rehmat
mere
mustafa
Aakhiri
waqt
hai
tere
bemaar
ka
Kuch
bhi
iske
siwa
main
nahi
maangta
Tere
daaman
ki
thandi
hawa
chaahiye
Talkhi
e
hashar
kya
humko
tadpaayegi
Khud
hi
kadmon
mein
jannat
chali
aayegi
Baat
bigdi
hui
sab
ki
ban
jayegi
Bas
tere
naam
ka
aasra
chaahiye
Maut
kuch
bhi
nahi
maut
se
kyun
darun
Ek
jaan
ke
fida
laakh
jaane
karun
Roz
marke
jeeyun
roz
jee
ke
marun
Par
madine
mein
aani
kaza
chaahiye
Taajdare
do
aalam
habeeb
e
khuda
Kaun
jaane
ke
kitna
hai
rutba
tera
Chaahte
hai
do
aalam
khuda
ki
raza
Rabb
e
aalam
ko
teri
raza
chaahiye
Tu
hi
eemaan
se
hamko
waaiz
bata
Kisse
mangein
bhala
mustafa
ke
siwa
Ambiya
bhi
pukaarenge
mehshar
ke
din
Mustafa
chaahiye
mustafa
chaahiye
Nekiyan
karne
waale
hain
yeh
sochta
Khaali
′Sayim'
ka
daaman
hai
aabal
se
Panj
tan
ki
ghulami
mili
hai
mujhe
Maghfirat
ke
liye
aur
kya
chaahiye
1 Na Pehle Tha Koi
2 Tujhsa Koi Nahin
3 Ya Mere Data Waliyan De Raja
4 Hashr Mein Kuch Mile Na Mile
5 Khwaja E Khwajgan
6 Kamli Waale Nigah E Karam
7 Sitaron Tum To So Jao
8 Un Ke Dar Pe Puhanchne
9 Soorat Teri
10 Saawan Ki Beeghi Raaton Mein
11 Ae Jaaneman Ae Jaanejan
12 Sun Mere Yara
13 Wohi Khuda Hai
14 Dayareishq Mein
15 Is Duniya Ke Gham
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.