Nusrat Fateh Ali Khan - Mere Hath Mein Tera Hath Hae paroles de chanson

paroles de chanson Mere Hath Mein Tera Hath Hae - Nusrat Fateh Ali Khan



Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho... (2)
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tere Dil Mein Meri Saanson Ko Panaah Mil Jaaye
Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye
Jitne Paas Hain Khushbu Saans Ke
Jitne Paas Hothon Ke Sargam
Jaise Saath Hain Karvat Yaad Ke
Jaise Saath Baahon Ke Sangam
Jitne Paas Paas Khwaabon Ke Nazar
Utni Paas Tu Rehna Humsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Rone De Aaj Hamko Do Aankhen Sujaane De
Baahon Mein Lene De Aur Khud Ko Bheeg Jaane De
Hain Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jaayega
Hain Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jaayega
Jitne Paas Paas Dhadkan Ke Hain Raaz
Jitne Paas Bundon Ke Baadal
Jaise Saath Saath Chanda Ke Hain Raat
Jitne Paas Nainon Ke Kaajal
Jitne Paas Paas Saagar Ke Lehar
Utne Paas Tu Rehna Humsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Adhoori Saans Thi Dhadkan Adhoori Thi Adhooren Hum



Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Akhtar Hussain Akhtar


Nusrat Fateh Ali Khan - Salaam, Vol. 68
Album Salaam, Vol. 68
date de sortie
20-01-2007




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.