Abdullah - Intizaar текст песни

Текст песни Intizaar - Abdullah




Intezaar main tere yun sab hai kho dia
Jitna bhi tha rona maine ab hai ro lia
Zindagi ko jeena chaaha par dubo diya
Jitna bhi tha rona maine ab hai ro lia
(Musical Section)
Raasta jo chun lia hai maine meri jaan
Tera tha kabhi na wo to tha hee bus mera
Chaah k bhi keh na paoon kuch bhi main tujhe
Tere anay ki nahin rahi talab mujhe
Zaiqa to chakh lia zakham bhi si lia
Jitna bhi tha rona maine ab hai ro lia
Intezaar main tere yun sab hai kho dia
Jitna bhi tha rona maine ab hai ro lia
(Epic tareen guitar solo by Sarmad Ghafoor)
Taaray jo chunay the maine tere hee liye
Roz poochte bhi mujh se din wo kya huay
Kya hua jo dil dukha hai kya hua sanam
Aaj bhi tera hoon tere pyaar ki qasam
Muskura k sarr jhuka k zehr pii lia
Jitna bhi tha rona maine ab hai ro lia
Intezaar main tere yun sab hai kho dia
Jitna bhi tha rona maine ab hai lia





Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.