Amjad Ghulam Fareed Sabri - Mein Qabar Andheri Mein текст песни

Текст песни Mein Qabar Andheri Mein - Amjad Ghulam Fareed Sabri



Ho
Sardare Auliya ko hamara salam ho
Waliyon ke peshwa ko hamara salam ho
Kis se kahe tu ja ke kahe dil ki dastan
Gum khwar ghum zuda ko hamara salam ho
Chooron ko jisne Qutub o Abdaal kar diya
Aalam ke rehnuma ko hamara salam ho
Baghdad ke shahenshah mere deen ke Moin
Sultane Asfiya ko hamara salam ho
Mujhpe karam kiya mere data karim ne
Uss Dafay e Bala ko hamara salam ho
Illa Takhaf keh ke be khauf kar diya
Sultan e Do jaha ko hamara salam ho
Syed ko bhi suna do muzda shafa ko
Rehbar o Rehnuma ko hamara salam ho



Авторы: Amjad Ghulam Fareed Sabri


Amjad Ghulam Fareed Sabri - Mein Qabar Andheri Mein, Vol. 10
Альбом Mein Qabar Andheri Mein, Vol. 10
дата релиза
08-07-2016




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.