Girish Nakod - Asaan Nahi текст песни

Текст песни Asaan Nahi - Girish Nakod



Kaise bhulau teri yaadon ko
Voh saari baaton ko
Lagti thi mujhko sach kabhi
Maan liya tha joh kaha tune
Tha tere kaabu mein
Tujhse na paya bach kabhi
Ab dooriyon ne kardiya hai beasar
Kyu aaj bhi bas mujhko hi teri fikar
Usse chord de kehte hai sab kahe dil magar
Itna asaan nahi
Tujhko yu bhul jana mera
Asaan nahi asaan nahi
Koi bhar de joh teri jagah
Asaan nahi Asaan nahi
Sheesho ke lamhe
Tukdo mein bikhre
Mann yeh kahani
Bhule na bisre
Teri nishaani
Zakhmo mein nikhre
Banke marham tu
Aa bhi jaa firse
Tune kaha tha rehlena mere bina
Ya dhundna koi mujhse behtar 100 guna
Socha tha lag jayega mann tere bina
Itna asaan nahi
Tujhko yu bhul jana mera
Asaan nahi asaan nahi
Koi bhar de joh teri jagah
Asaan nahi Asaan nahi
Kehneko asaan hai door rehna
Par rehna toh asaan nahi
Vaise toh asaan hai dard dena
Par sehna toh asaan nahi
Ab chahe jitni bhi rakhlu main khwaaishein
Thukra ke tu saari joh ki guzarishein
Kaise samajhta main teri yeh saazishein
Itna asaan nahi
Tujhko yu bhul jana mera
Asaan nahi asaan nahi
Koi bhar de joh teri jagah
Asaan nahi Asaan nahi



Авторы: Girish Nakod


Girish Nakod - Asaan Nahi
Альбом Asaan Nahi
дата релиза
08-10-2020



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.