Текст песни Khafa - Talhah Yunus , Jj47 , Jokhay
Kon
hai
tu,
mujh
ko
bata
Kon
hai
tuuuu,
Tu
nai
Khuda
Kiun
mujhse
duur,
Kiaaa
tu
khafa,
Kon
haii
tu,
mujh
ko
bata
Mai
dunya
se
naraaaz
bhai,
Rakhe
raaaz
nai
koi
aaj
mai
furbaash
bhai
Dil
mai
rakhen
batt
nai,
Ye
lafz
shyad
aj
pac
nai,
Hatho
hath
ganay
likhu
rehte
mujhe
yaad
nai,
Urdu
rap
nazar
band
mujh
pe
aaj
bhi,
Mere
liye
kiu
tu
aaj
bhi
raaaten
jaagti,
Tu
hi
raaz
jana,
Tu
hi
meri
ajizi,
Karne
aya
baat
cheet,
kahani
bari
dark
thi,
Phir
bhi
shine
kare
bhai
jese
Diamond,
Tu
Rihanna
jese
deti
mujhe
Time
kam,
Qaim
hum,
Kiun
lagaen
jaa
ke
Time
Bomb,
Lafz
tor
deta
kese
parengay
phir
rhymes
kam,
Mere
aagay
kiun
likharion
ke
mind
band,
Mere
aagay
saaray
labelon
ki
grind
kam,
Jis
bhi
gaanay
pe
ajata
woh
rewind
par
Aaj
bhi
kehta
hu
maine
music
ko
dia
time
kam.
Kandhay
pe
bhoj,
tanha
betha
mai
tha
sochraha,
Gaanay
likhu
roz
ke
ya
jorun
jaa
ke
note
chaar,
Parhle
beta
saving
pe
chalrahay
hum
berozgaar,
Chora
apna
ghar,
Apna
shehr,
apne
dost
yaar,
School
maara
bunk,
Jokhay
milne
ata
road
paar,
Dhabay
walay
tung,
Kha
ke
bhaagay
bhi
thay
bohat
baar,
Tamashay
ki
umeed
se
na
ana
meri
maut
par,
Rozi
roti
dene
wala
rabb,
Kiun
le
koi
shortcut,
Dunya
se
seekhta
reh
chora
apne
shauq
nahi,
Karna
tha
Hip
Hop
par
yahan
chale
sirf
Pop
bhai,
Khud
bechogay
passes
tab
jaa
ke
milta
tha
slot
bhai,
Mehnat
k
balboota
aj
yahan
pe
kharaa,
Chonk
nai,
Liye
thay
jo
shots
woh
chanda
barae
Hip
Hop,
real
talk,
mere
baray
ziada
bhonk
nai,
On
the
rocks,
Trending
charts
k
ab
Top
pe
hum
gaanay
daalen
bina
promotion
ke
yehi
Ab
nokri,
Kamyaabi
flex
karu
rhymes
ki
ye
tokrii,
Gaanay
sun
ke
baawli,
sambhaal
apni
chokri,
Hum
bewafa
nai
bawafa
hain
tabhi
dunya
tok
rahi
Khana
badosh
mai,
Koi
sarhad
kese
rokti,
Mai
nai
zamanay
se,
jana
ye
hai
zamana
mera,
Khuda
ka
mehmaan,
tere
shehr
bhi
ho
ana
mera,
Artist
tou
martay
hain
yahan
rozana
Meri
maut
K
maatam
mai
ussi
raat
niklega
naya
tarana
mera.
Kon
hai
tu,
mujh
ko
bata
Kon
hai
tuuuu,
Tu
nai
Khuda
Kiun
mujhse
duur,
Kiaaa
tu
khafa,
Kon
haii
tu,
mujh
ko
bata
Der
raat!
Be
chain!
Utha
bistar
sey
Puhancha
studio
aur
krney
hisaab
betha
baney
rizla
Aur
le
Kay
sharab
betha
Totay
kitney
ajjtk
yeh
ginney
main
khuwab
Betha
farq
parey
kya
bachi
hui
hasrat
sey
Sochta
main
kasrat
sey
Dhondney
jawab
betha
Sawalon
kay
Hal
miley
mujhe
shayari
main
Lafz
itney
likhey
jaisay
likhney
kitaab
betha
Kya
main
asli
hun!
Kya
main
jaali
hun
Kya
main
Ilam
ka
khazanan
ya
khali
hun
Kya
main
Faiz
hun
ya
shyari
misali
hun
Kya
main
khusrau,
Patras
ya
Hali
hun
Kya
main
nashey
main
akhon
Ki
lali
hun
Mu
sey
jo
Nikli
ghussey
main
Gali
hun
Kya
main
Basta
dilon
main
Hun
sbkey
Kaan
Taras
Gaye
jo
sunney
ko
wo
Taali
hun
Lakin
Kabhi
kabhi
Lagey
jaisay
Idhar
sabhi
Katney
ko
dhondtey
jo
Par
they
barhey
hi
nahi
Tabhi
abhi
abhi!
Ankhien
nechey
awaz
dabi
Aesa
Lagey
Hun
khud
k
Hum
kabhi
liye
larey
hi
nahi
Kaisay
haar
manu!
Kaisay
janey
dun
main
Beshak
sath
mere
mere
log
kharey
hi
nahi
Ajj
Beejh
Boyega
to
kal
pait
bharey
Paird
kaisay
phal
dey
jiski
jarien
hi
Nahi
Ankhie
bund
sochie
cho
rahi
asmaan
Aur
main
ass
main
k
tu
qismat
Awaz
degi
Main
kaisey
uthon
roz
larun
dunya
sey
Jab
adat
pari
hui
Bistar
pe
nashtey
ki
To
hustle
Sila
khaak
degi
To
hustle
andhera
main
Kya
chirag
degi
To
hustle
krney
sey
kabhi
thaktey
nahi
ajj
bhi
To
Hustle
meri
salon
saal
sath
degi
Aazma
ley
jitney
atey
tujhe
Tautkay
Aik
baar
mu
jo
phera
phir
Nahi
ata
laut
kay
Main
tu
idhar
hi
rahon!
Ye
Jaisey
jageer
meri
Girney
sey
darien
na
Jo
Aadi
bari
chaut
kay
Mujhse
bat
krna
soch
kay!
Main
waqat
sahey
achey
burey
roz
kay
Lashien
pari
dekhi
sidon
Pe
road
kay
Hum
to
musafir
baney
phirtey
hain
Maut
kay
Sada
baney!
Mera
dard
meri
kalaa
baney
Main
agar
Zakhmi
to
ganey
mere
dawa
baney
Urey
hawa
baney!
Kon
kis
ka
bhala
baney!
Jo
jiski
hustle
krey
usi
ki
to
Jaga
baney
Kesay
Shair
meri
shayari
Main
shafa
baney
Kaatney
ko
Dorey
yaha
Kon
kis
ka
saga
baney
Lafz
itney
aatish!
Jalney
ki
Waja
baney
Mere
marney
baad
mere
geet
mera
Gawa
baney
Kon
hai
tu,
mujh
ko
bata
Kon
hai
tuuuu,
Tu
nai
Khuda
Kiun
mujhse
duur,
Kiaaa
tu
khafa,
Kon
haii
tu,
mujh
ko
bata
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.