Laxmikant–Pyarelal - Chana Jor Garam текст песни

Текст песни Chana Jor Garam - Laxmikant–Pyarelal




Tum-tum-tarara, tum-tum-taram
Tum-tum-tarara, tum-tum-taram
Tum-tum-tarara, tum-tum-taram
Tum-tum-tarara, tum-tum-taram
Tum-tum-taram-taram
Tum-tum-taram-taram
Duniya ke hain laakh dharam
Par apna ek karam, chana jor garam
Chana jor garam, babu, main layi majedaar, chana jor garam
Chana jor garam, babu, main laya majedaar, chana jor garam
Mera chana bana hai aala, jismein daala garam masala
Isko khayega dilawala, chana jor garam
Mera chana kha gaya gora, mera chana kha gaya gora
Kha ke ban gaya tagada ghoda, maine pakad ke usse maroda
Maar ke tangadi usko toda, chana jor garam
Chana jor garam, babu, main laya majedaar, chana jor garam
Mere chane ki aankh sharabi, sharabi, chane ki aankh sharabi
Ho, iske dekho gaal gulabi, gulabi, dekho gaal gulabi
Ho, iska koyi nahi jawabi, iska koyi nahi jawabi
Jaise koyi kudi panjabi, jaise koyi kudi panjabi
Naache chhanan-chhanan
Nache chhanan chhanan
Kothe chadh ke tainu pukaran
Sun le, mere balam, chana jor garam
Chana jor garam, babu, main layi majedaar, chana jor garam
Mera chana kha gaye gore, gore
Mera chana kha gaye gore
Ho, gore, jo ginti mein hain thode
Oh, phir bhi maare humko kode
Phir bhi maare humko kode
Tum-tum-taram-taram
Tum-tum-taram-taram
Lakhon kode tute
Phir bhi tuta na dam-kham, chana jor garam
Chana jor garam, babu, main laya majedaar, chana jor garam
Chana jor garam, babu, main laya majedaar, chana jor garam
(Chana jor garam, chana jor garam)
(Chana jor garam, chana jor garam)
(Chana jor garam, chana jor garam)
(Chana jor garam, chana jor garam)
Mera chana hai apni marzi ka, marzi ka, bhai, marzi ka
Mera chana hai apni marzi ka, marzi ka, bhai, marzi ka
Ye dushman hai khudagarzi ka, khudagarzi ka, khudagarzi ka
Sar kafan bandh ke nikla hai, diwana hai, ye pagla hai
Mera chana hai apni marzi ka, marzi ka, bhai, marzi ka
Apno se naata jodega, gairo ke sar ko phodega
Apna ye vachan nibhayega, maati ka karz chukayega
Chana hai apni marzi ka, marzi ka, bhai, marzi ka
Mit jaane ko mit jayega
Aazad watan kar jayega
Na to chori hai, na to daaka hai
Bas ye to ek dhamaka hai
Dhamake mein awaaz bhi hai
Ik soz bhi hai, ik saaz bhi hai
Samjho to baat ye saaf bhi hai
Aur na samjho toh raaz bhi hai
Apni dharati, apna hai gagan
Ye mera hai, mera hai watan
Apni dharati, apna hai gagan
Ye mera hai, mera hai watan
Iss par jo aankh uthayega zinda dafanaya jayega
Mera chana hai apni marzi ka (marzi ka, bhai, marzi ka)
Ye dushman hai khudagarzi ka (khudagarzi ka, khudagarzi ka)
Mera chana hai apni marzi ka (marzi ka, bhai, marzi ka)
Ye dushman hai khudagarzi ka (khudagarzi ka, khudagarzi ka)



Авторы: Anand Santosh, Laximkant Pyarelal


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.