Текст песни Chalo Dyare Nabi Ki Janib - Nusrat Fateh Ali Khan
Chalo
diyaar-e-nabi
ki
jaanib
durood
lab
par
saja
saja
kar
Bahaar
luuttain
ge
ham
karam
ki
dilon
ko
daman
bana
bana
kar
Na
un
ke
jesa
sakhi
hei
koii
na
un
ke
jesa
ghani
hei
koii
Wo
be-nawa-o
ka
har
jaga
se
nawaazte
hein
bula
bula
kar
Mein
wo
nikamma
hun
jisski
jholi
main
koii
husn-e-amal
nahiin
hei
Magar
wo
ihsaan
kar
rahe
hein
khata-ain
meri
chhupa
chhupa
kar
Hei
unki
ummat
se
pyaar
kitna
karam
hei
rahmat
sha′aar
kitna
Hamaare
jurmon
ko
dho
rahe
hein
wo
apne
aansu
baha
baha
kar
Yahi
asaas-e-amal
hei
meri
issi
se
bigrri
bani
hei
meri
Samett-ta
hun
karam
khuda
ka
nabi
ki
naatain
suna
suna
kar
Wo
raahain
ab
tak
saji
huii
hein
dilon
ka
kaaba
bani
huii
hein
Jahaan
jahaan
se
huzur
guzre
hein
naqsh
apna
jama
jama
kar
Agar
muqaddar
ne
yaawri
ki
agar
madine
gya
mein
Khaalid
Qadam
qadam
khaak
uss
gali
ki
mein
chuum
lun
ga
uttha
uttha
kar
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.