Sajjad Ali & Suman, Sajjad Ali & Suman - Din Pareshan Hay текст песни

Текст песни Din Pareshan Hay - Suman , Sajjad Ali feat. Suman




Din pareshan hai, raat bhaari hai
Din pareshan hai, raat bhaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Kya tamasha hai, kab se jaari hai
Kya tamasha hai, kab se jaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Din pareshan hai
Iss kahani ko kaun rokey ga
Umar yeh saari kaun soche ga
Iss kahani ko kaun rokey ga
Umar yeh saari kaun soche ga
Hoo kaun soche ga
Saath kaati hai ya guzaari hai
Saath kaati hai ya guzaari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Din pareshan hai
Rangon se kahoon lakeeron se kahoon
Maili maili si tasveeron se kahoon
Rangon se kahoon lakeeron se kahoon
Maili maili si tasveeron se kahoon
Tasveeron se kahoon
Beqaraari si, beqaraari hai
Beqaraari si, beqaraari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Din pareshan hai
Raat bhari hai
Zindagi hai ke phir bhi pyaari hai
Din pareshan hai



Авторы: Sajjad Ali, Ali Moeen


Sajjad Ali & Suman, Sajjad Ali & Suman - Bol (Original Motion Picture Soundtrack)
Альбом Bol (Original Motion Picture Soundtrack)
дата релиза
05-06-2011



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.