Sanjeevani Bhelande - Om Jai Jagdish Hare текст песни

Текст песни Om Jai Jagdish Hare - Sanjeevani Bhelande



Om jai jagadish hare (swami jai jagadish hare)
Bhakt janon ke sankat, bhakt janon ke sankat
Kshan mein door kare (om jai jagadish hare)
Jo dhyaavey fal paave, dukh bin se man ka (swami, dukh bin se man ka)
Sukh-sampatti ghar aave (sukh-sampatti ghar aave)
Ksht mite tan ka (om jai jagadish hare)
Maat-pita tum mere, sharan gahoon kiski? (swami, sharan gahoon main kiski?)
Tum bin aur naa dooja (tum bin aur naa dooja)
Aas karoon jiski? (om jai jagadish hare)
Tum pooran paramatma, tum antaryami (swami, tum antaryami)
Parbrahm paremashwar (parbrahm parameshwar)
Tum sabake swami (om jai jagadish hare)
Tum karunaa ke saagar, tum paalan karthaa (swami, tum paalan karthaa)
Main moorakh khal kaami (main moorakh khal kaami)
Krupa karo bharta (om jai jagadish hare)
Tum ho ek agochar, sabake praan pati (swami, sabake praan pati)
Kis vidhi miluun gosai (kis vidhi miluun gosai)
Tumko main kumati (om jai jagadish hare)
Deen-bandhu dukhaharta, tum thakur mere (swami, tum thakur mere)
Apanae haath uthaao (apanae haath uthaao)
Dwaar padaa tere (om jai jagadish hare)
Vishay-vikaar mitaao, paap haro deva (swami, paap haro deva)
Shraddha bhakthi badhaao (shraddha bhakthi badhaao)
Santan kee seva (om jai jagadish hare)
Om jai jagadish hare (swami jai jagadish hare)
Bhakt janon ke sankat, bhakt janon ke sankat
Kshan mein door kare (om jai jagadish hare)
Om jai jagadish hare, om jai jagadish hare




Sanjeevani Bhelande - Most Popular Devotional Songs
Альбом Most Popular Devotional Songs
дата релиза
29-12-2014




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.