Текст песни Vartalap - Spitfire
Vartalap
hai
sangeen
rakho
kaan
khulle,
Raza
pe
ras
milega
bas
faras
sa
aage
chalde,
Mrada
ye
bin
taral
ke,
geet
inke
saare
mal
se,
Khojo
hal
ya
fir
main
dhyan
harlu
tera
chhal
se.
Ghazal
ke
bol
ye
nape
tule
hai
dil
tarazu,
Main
krishna
ki
hun
bansuri
tujhe
main
karlu
kaabu,
Main
bhasm
karke
tujhko
hi
rama
lun
tan
pe
apne,
Sapne
hai
anant
jaise
shiv
main
baitha
banke
sadhu.
Na
hasra
ka
pata
na
kasht
me
kasar
rahi,
Hai
waqt
mrat
ye
bas
haan
zindgi
guzar
rahi,
Main
shakhs
na
bana
to
fir
banuga
main
katha
nahi,
Syahi
na
bahi
ho
aisi
koi
vyatha
nahi,
Main
naye
balakon
ko
kehta
rang
lo
kaagzaat,
Ye
ban
na
chahte
sitare
main
to
ban
ta
raat,
Baatein
chhodo
betuki
sudhar
lo
haayat,
Naam
tumko
pehle
hi
pata
hai
sabko
kardu
rakh.
(Hook)
Main
panktiyo
me
karta
hun
ye
saare
gam
banya
Gaanewala
besharam
ye
dhun
hai
behaya,
Kala
ko
meri
pahuchana
hai
mujhe
charam
pe,
Jalega
dil
suno
ye
geet
kaafi
garm
sa,
Panktiyan
hain
shard
aaj
bhi
hai
thand
kaafi,
Kaali
syahi
kaali
ban
rahi
prachand
kaafi,
Ye
kehte
mishra
ji
ladka
gaata
mand
kaafi,
Pradarshani
hai
tu
aur
tez
kab
hai
chalti
jhanki,
Virah
mein
baithi
aatma
ki
laalsa
ki
kasm,
Bahega
khoon
kaano
se
bahot
ye
katl
nazm,
Bas
ye
sacche
ashiqon
ko
hi
lage
gulon
si,
Baaki
saare
sool
me
bana
ke
dun
dhool
karke
bhasm.
Hai
Janam!
Ye
Bas
Ek
Hi
Din
Ye
Kam
Karam
Anek
Hai,
Nigah
To
Mili
Hai
Sabko
Hi
Par
Ye
Man
Se
Na
Hai
Dekhte,
Har
ek
ansh
keemti
hai
rakhlo
tum
sambhal,
Kasai
na
main
par
ye
vaani
karti
hai
halaal,
Jawab
banti
ankhe
mu
ye
jab
bane
sawaal,
Bol
deta
man
me
aata
jo
main
na
karu
malaal,
(Hook)
Main
panktiyo
me
karta
hun
ye
saare
gam
banya
Gaanewala
besharam
ye
dhun
hai
behaya,
Kala
ko
meri
pahuchana
hai
mujhe
charam
pe,
Jalega
dil
suno
ye
geet
kaafi
garm
sa.
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.