Prakash Prabhakar - Dharti Ke Kann Kann Mein текст песни

Текст песни Dharti Ke Kann Kann Mein - Thaman S




Dharti ke kan-kan mein hi
Samaya hai shiv hi
Behati hawa mein bhi
Basta hain shiv hi
Agani ke Jalne ka
Karan hai shiv hi
Jal ki har har ik dhara mein shiv hi(har har har har)
Gagan mein vash karta hai shiv hi
Panch bhoot mein bhi
Vash hai shiv ka
Pancha akshar mein bhi basta hai
Bas shiv hi
Tripurari hai wo to raksha sabki kar shambhoon
Sankat hari jatadhari shambhoon
Om har har shivaya
Abbhyakara sumeshvara maheshvara
Swami jagat ka tu
Vishwa naath tu shankar shambhoon
Har ne tha
Thumasare thu he mahaan
Har har aya
Janagaraya
Maheshvara
Vishweshwara
Sumeshvara ho
Har har aya
Janagaraya
Maheshvara
Vishweshwara
Sumeshvara ho



Авторы: Kishan Paliwal, Sai Srinivas Ghantasala


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.