Kishore Kumar - Musafir Hoon Yaro Songtexte

Songtexte Musafir Hoon Yaro - Kishore Kumar




Musafir hoon yaaron na ghar hai na tikhana
Hm hm he
Musafir hoon yaaron na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai bas chalte jaana
Ek raah rukh gayi tho aur judh gayi
Main mura tho saath saath raha murgayi
Hawaon ke paron par mera ashiana
Musafir hoon yaaron na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai bas chalte jaana
Din ne haath thaam kar idhar bithaliya
Raat ne ishaare se udhar bulahliya
Subah se shaam se mera dostana
Musafir hoon yaaron na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai bas chalte jaana
Musafir hoon yaaron na ghar hai na tikhana
Mujhe chalte jaana hai bas chalte jaana



Autor(en): Gulzar, Rahul Dev Burman


Attention! Feel free to leave feedback.