AAKASH feat. Bombay Lokal - Marley Lyrics

Lyrics Marley - AAKASH feat. Bombay Lokal

Kaise mai batau, saare yeh nazaare?
Khwahishein hawa mai saath hum bhi behte jaaye

Khushnaseebi khush nahi hai, zindagi mai kuch nahi
Ab bacha jise kahu mai apna, kyu tu khush nahi?
Khudse puchu mai sawaal, kyu galat hun mai har baar?
Khudse khudki zindagi ki mujhko tak khabar nahi
Kabhi kabhi lage zindagi
Kaafi hai jeene ko do
Pal bhi, Kaisa nasha hai yeh zindagi?
Kaafi hai peene ko do
Ghoot bhi, Rooh bhi
Nashe mai jhoom uthegi teri, Tu bhi
Lagale ghoont do aur behja jaise...
Yeh hawaein jo paas bulaaye
Hai kaisi adaayein jo mujhko lubhayein?
Jo chaahe ki mujhko par paas na mere yeh aaye
Jo mujhko sataaye
Na kehkar bhi kuch kaafi kuch yeh keh jaaye
Jo sapne mai aaye aur neendein udaaye
Yeh behti hawaein yeh mujhko le jaaye
Par jaane se pehle bas yeh kehkar jaaye...
I'm rollin' like Marley (rollin' like Marley!)
I don't wanna party! (I don't wanna party...)
Drugs never harms me (Drugs never harms me!)
It's in my mind and my body (Mind and my body...)
I'm rollin' like Marley (rollin' like Marley!)
I don't wanna party! (I don't wanna party...)
Drugs never harms me (Drugs never harms me!)
It's in my mind and my body (Mind and my body...)
Aye, mari meri aakhein dekh
Meri yaadein salaakhon se baandhe
Udaasi sharaab mai daalke
Pyaala chhalka de
Hai pyaare tarashe Poojary ko
Par woh toh naache nashe ke chhalaase mai gum
Baadal bhi gaate yeh dhhun
Fir baarish barsaade
Akele khayaalo ke jhaanse mai faasa gaya yeh bechara
Bemaara, banjara mai bhaga...
Hai ghere mujhe yeh janaaza
Dhuen ki aahein mai khudme samaata
Woh palke jhukaati, mai sapne sajaata
Jo tootein, par yu toh mai nagme sunaata
Apno ko thukraake, mai dhokhe ka pyaasa
Khudse todu kaise naata? Hai toh adhuri yeh gaatha
Ki hai galti par maangta na maafi
Bas seh leta zulam aur deta gawaahi
Na meri gunaahi, na meri siyaahi
Bas meri kahaani panno pe jalaayi
Peeli jo madeera, lagi aag mere seene mai
Jismani na zarurat, mujhe raakh hoke jeene de
I'm rollin' like Marley (rollin' like Marley!)
I don't wanna party! (I don't wanna party...)
Drugs never harms me (Drugs never harms me!)
It's in my mind and my body (Mind and my body...)
Roll karta jaise mai Marley
Mujhko talab hai bas maal ki
Khoon karne ki mujhko maafi
Fukkar mai leta samaadhi!
Chillum aur saafi, mere hai saath hi
Behti hai sang mere hawa bhi
Karne ko kaafi, kehne ko kaafir Aamir
Lafzon ka kaatil, hafiz, na bhid waapis!
Kyuki mai artist, chahiye bas joint aur maachis!
Shaapit, kyuki mai artist, tera guru, tu shahgird!
Ajiz miya, mai sharaabi 30 ka
Nami aakhon mai, bin baarish mai bheegta
Doobi meri naiyya aakar iss doobie mai
Mujhme khoobi hai, na yuhi sufi mai
Rooh bhi mai, namaz mai, wajoo bhi mai, sukoon bhi mai
Shareer mai nasha, sangeet meri rooh si hai!
Kaise mai batau, saare yeh nazaare?
Khwahishein hawa mai saath hum bhi behte jaaye
Kaise mai batau, saare yeh nazaare?
Khwahishein hawa mai saath hum bhi behte jaaye
Kaise mai batau (Kaise mai batau)
(Kaise mai batau)

Writer(s): Aakash Ravikrishnan, Aamir Shaikh, Akshay Poojary, Parth Mistry

AAKASH feat. Bombay Lokal - Over Seas Instrumentals (Instrumental)
Album Over Seas Instrumentals (Instrumental)
date of release
31-08-2019

Attention! Feel free to leave feedback.