Atif Aslam - Ehsaas Lyrics

Lyrics Ehsaas - Atif Aslam



Main ek fard hoon, ya ek ehasaas hoon
Main ek jism hoon, ya rooh kee pyaas hoon
Ke sach kee talash hai, door akaash hai
Manzil paas nahin, kya too mere paas hai?
Kabhi main amla hoon, kabhi be-amla hoon
'gar tujme nahin, to phir be-mahal hoon
Ke sach kee talash hai, door akaash hai
Manzil paas nahin, kya too mere paas hai?
Ke sach kee talash hai, door akaash hai
Manzil paas nahin, kya too mere paas hai?
Sach kee talash hai, door akaash hai
Manzil paas nahin, kya too mere paas hai?
Main ek fard hoon, ya ek ehasaas hoon
Main ek jism hoon, ya rooh kee pyaas hoon



Writer(s): atif, uzma


Atif Aslam - Doorie
Album Doorie
date of release
22-12-2006




Attention! Feel free to leave feedback.