Lata Mangeshkar - Brindavan Ka Krishan paroles de chanson

paroles de chanson Brindavan Ka Krishan - Lata Mangeshkar



Brundaban ka krishna kanhaiya
Saba kee aankhon ka taaraa
Brundaban ka krishna kanhaiya
Saba kee aankhon ka taaraa
Man hee man kyun jaale raadhia
Mohan to hai saba ka pyaaraa
Man hee man kyun jaale raadhia
Mohan to hai saba ka pyaaraa
Brundaban ka krishna kanhaiya
Saba kee aankhon ka taaraa
Jamana tat par nand ka lala jab-jab raas rachaae re
Jamana tat par nand ka lala jab-jab raas rachaae re
Tan-man dole, kanha aisee bansi madhur bajaae re
Sud-bud bhuuli khadi gopiyaan
Jaane kaise jaadoo daaraa
Brundaban ka krishna kanhaiya
Saba kee aankhon ka taaraa
Rang salona aisa, jaise chai ho ghat saavan kee
Rang salona aisa, jaise chai ho ghat saavan kee
A/e ri, main to huee deewaanii manmohan manabhaavan kee
Tere kaaran dekh, saanvare
Chhod diya maine jag saara
Brundaban ka krishna kanhaiya
Saba kee aankhon ka taaraa
Man hee man kyun jaale raadhia
Mohan to hai saba ka pyaaraa
Brundaban ka krishna kanhaiya
Saba kee aankhon ka taaraa



Writer(s): Hemant Kumar, Rajendra Krishan


Lata Mangeshkar - Superhit Song Of Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.