paroles de chanson Sadgi Toh Hamari Zara Dekhiye - Nusrat Fateh Ali Khan
Saadgi
toh
hamari
zara
dekhiye
Aitbaar
aapke
waade
par
kar
liya
Masti
mein
ik
haseen
ko
khuda
keh
gaye
hain
hum
Jo
kuch
bhi
keh
gaye
hain
baja
keh
gaye
hain
hum
Wah
raftgi
toh
dekho
hamare
khaloos
ki
Iss
saadgi
se
tujhko
khuda
keh
gaye
hum
Kis
chok
kis
tamanna
kis
darja
saadgi
se
Hum
aapki
shikayat
karte
hain
aap
hi
se
Tere
adaab
ke
rooh
daad
ho
gaye
hain
hum
Dare
khaloos
se
barbaad
ho
gaye
hain
hum
Baat
toh
sirf
ik
raat
ki
thi
magar
Intezaar
aapka
umr
bhar
kar
liya
Ishq
mein
uljhanein
pehle
hi
kam
na
theen
Aur
paida
naya
darde
sar
kar
liya
Log
darte
hain
qaaatil
ki
parchayi
se
Humne
qaatil
ke
dil
mein
hi
ghar
kar
liya
Zikr
e
ik
bewafa
aur
sitamgar
ka
tha
Shikwa
kiya
sitam
ka
toh
namdeeda
ho
gaye
Tum
toh
zara
si
baat
par
ranjeeda
ho
gaye
Tera
zulm
gar
nahi
shaamil
meri
barbaadi
mein
Phir
ye
ankhein
bheeg
rahi
hain
kyun
mere
afsaane
se
Meri
haalat
dekh
kar
Tum
kyun
pareshan
ho
gaye
Zikr
ik
bewafa
aur
sitamgar
ka
tha
Aapka
aisi
baaton
se
kya
waasta
Aap
toh
bewafa
aur
sitamgar
nahi
Aapne
kisliye
munh
udhar
kar
liya
Jab
junoon
aftaab
hota
hai
Gham
ke
sagir
uchchal
deta
hoon
Taskara
jab
wafa
ka
hta
hai
Main
tumhari
misaal
deta
hoon
Kyun
ankh
milayi
thi
Kyun
aag
lagayi
thi
Ab
rukh
ko
chchupa
baithe
Kar
ke
mujhe
deewana
Zindagi
bhar
ke
shikwe
gile
the
bahut
Waqt
itna
kahaan
tha
ke
dohraate
hum
Ek
hichki
mein
keh
daali
sab
daastan
Humne
kisse
ko
yun
mukhtasar
kar
liya
Beqaraari
milegi
mitega
sukoon
Chain
chchin
jayegi
neend
udd
jayegi
Apna
anjaam
sab
humko
maloom
tha
Aap
se
dil
ka
sauda
magar
kar
liya
Zindagi
ke
safar
mein
bahut
door
tak
Jab
koi
dost
aaya
na
humko
nazar
Humne
ghabra
ke
tanhayiyon
se
saba
Ek
dushman
ko
khud
humsafar
kar
liya
1 Mulaqat Ho Gayi
2 Sadgi Toh Hamari Zara Dekhiye
3 Gale Lipte Hain Woh
4 Puchcha Kisi Ne Haal Kisi Ka
5 Pilao Saqi
6 Mera Intezaar Karna
7 Raah Aasaan Ho Gayi Hogi
8 Na Sawal Ban Ke Mila Karo
9 Mujhe Tum Yaad Aate Ho
10 Kehna Ghalat Ghalat
11 Nargisi Aankhen
12 Un Ke Dar Pe
13 Is Karam Ka Karun Shukar Kaise
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.