paroles de chanson Tum Ek Gorakhdhanda Ho - Nusrat Fateh Ali Khan
Kabhi
Yahaan
Tumhein
Dhonda,
Kabhi
Wahaan
Pohncha
Tumhari
Deed
Ki
Khaatir
Kahan
Kahan
Pohcha
Ghareeb
Mit
Ga'ay,
Pamaal
Ho
Gaye
Laikin
Kisi
Talak
Na
Tera
Aaj
Tak
Nishaan
Pohncha
Ho
Bhi
Nahi
Aur
Her
Jaa
Ho
Ho
Bhi
Nahi
Aur
Her
Ja
Ho
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Her
Zarray
Mein
Kiss
Shaan
Say
Tu
Jalwa
Numa
Hai
Hairaan
Hai
Magar
Aqal
K
Kaisay
Hai
To
Kia
Hai
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Tujhay
Dair-O-Haram
Mein
Nai
Dhonda
Tu
Nahi
Milta
Magar
Tashreef
Farma
Tujhay
Apne
Dil
Mein
Daikha
Hai
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Dhonday
Nahi
Milay
Ho
Na
Dhonday
Say
Kaheen
Tum
Aur
Phir
Yeah
Tamasha
Hai,
Jahan
Hum
Hein
Waheen
Tum
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Jab
Bajuz
Tairay
Koi
Dosra
Maujood
Nahi
Phir
Samajh
Mein
Nahi
Aata
Tera
Purdah
Karna
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Harm
O
Dair
Mein
Hai
Jalwa
E
Purfan
Tera
Do
Gharoon
Ka
Hai
Charaagh
E
Kurkhe
Roshan
Tera
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Jo
Ulfat
Mein
Tumhari
Kho
Gaya
Hai,
Usi
Kho'ay
Hoay
Ko
Kuch
Mila
Hai
Na
But-Khanay,
Na
Kabay
Mein
Mila
Hai,
Magar
Totay
Hoay
Dil
Mein
Mila
Hai
Adam
Bun
Ker
Kaheen
To
Chup
Gaya
Hai,
Kaheen
To
Hast
Bun
Ker
Aa
Gaya
Hai
Nahi
Hai
Tu
To
Phir
Inkaar
Kaisa,
Nafi
Bhi
Tairay
Honay
Ka
Pata
Hai
Mein
Jiss
Ko
Keh
Raha
Hoon
Apni
Hasti,
Agar
Wo
Tu
Nahi
To
Aur
Kia
Hai
Nahi
Aaya
Khayaloon
Mein
Agar
Tu,
To
Phir
Mein
Kaisay
Samjha
Tu
Khuda
Hai
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Hairan
Hoon
Is
Baat
Pay,
Tum
Kon
Ho
Kia
Ho
Haath
Aao
To
But,
Haath
Na
Aao
To
Khuda
Ho
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Aqal
Mein
Jo
Ghir
Gaya
La-Intiha
Kiyoon
Ker
Hoa
Jo
Samajh
Mein
Aa
Gaya
Phir
Wo
Khuda
Kiyoon
Ker
Hoa
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Falsafi
Ko
Behas
K
Ander
Khuda
Milta
Nahi
Dour
Ko
Suljha
Raha
Hai
Aur
Sira
Milta
Nahi
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Pata
Yoon
To
Bata
Daitay
Ho
Sub
Ko
La-Makaan
Apna
Ta'ajub
Hai
Magar
Rehtay
Ho
Tum
Tootay
Hoay
Dil
Mein
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Jab
K
Tujh
Bin
Nahi
Koi
Maujood
Phir
Yeah
Hangama
Ay
Khuda
Kia
Hai
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Chuptay
Nahi
Ho,
Samnay
Aatay
Nahi
Ho
Tum,
Jalwa
Dikha
K
Jalwa
Dikhatay
Nahi
Ho
Tum
Dair
O
Haram
K
Jhagray
Mita'tay
Nahi
Ho
Tum,
Jo
Asal
Baat
Hai
Wo
Batatay
Nahi
To
Tum
Hairaan
Hoon
Mairay
Dil
Mein
Sama'ay
Ho
Kiss
Tarah,
Haan'la
K
Do
Jahan
Mein
Samatay
Nahi
To
Tum
Yeah
Ma
Bud
O
Haram,
Yeah
Qaleesa-o-Dair
Kiyoon,
Harjayii
Ho
Jabhi
To
Bata'tay
Nahi
To
Tum
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Dil
Peh
Hairat
Nai
Ajab
Rung
Jama
Rakha
Hai,
Aik
Uljhi
Howi
Tasveer
Bana
Rakha
Hai
Kuch
Samajh
Mein
Nahi
Aata
K
Yeah
Chakkar
Kia
Hai,
Khail
Kia
Tum
Nai
Azal
Say
Yeah
Racha
Rakha
Hai
Rooh
Ko
Jism
K
Pingray
Ka
Bana
Ker
Qaidee,
Us
Pay
Phir
Mout
Ka
Pehraa
Bhi
Bithaa
Rakha
Hai
Day
K
Tadbeer
K
Panchi
Ko
Uranay
Tu
Nai,
Daam-E-Tadbeer
Mein
Her
Sumt
Bicha
Rakha
Hai
Kar
K
Araish
E
Qounain
Ki
Barsoon
Tu
Nai,
Khatam
Karne
Ka
Bhi
Mansooba
Bana
Rakha
Hai
La-Makaani
Ka
Bahr
Haal
Hai
Dawa
Bhi
Tumhein,
Nahl-O-Akrab
Ka
Bhi
Paighaam
Suna
Rakha
Hai
Yeah
Burai,
Wo
Bhalai,
Yeah
Jahannum,
Wo
Bahisht,
Is
Ulat
Phiar
Mein
Farmao
To
Kia
Rakha
Hai
Jurm
Aadam
Nai
Kiya
Aur
Saza
Baitoon
Ko,
Adl
O
Insaaf
Ka
Mi'aar
Bhi
Kia
Rakha
Hai
Dai
K
Insaan
Ko
Dunya
Mein
Khilafat
Apni,
Ik
Tamasha
Sa
Zamanay
Mein
Bana
Rakha
Hai
Apni
Pehchaan
Ki
Khaatir
Hai
Banaya
Sub
Ko,
Sub
Ki
Nazaroon
Say
Magar
Khud
Ko
Chup
Rakha
Hai
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Nit
Naye
Naqsh
Banatay
Ho
Mita
Daitay
Ho,
Janay
Kiss
Jurm-E-Tamanna
Ki
Saza
Daitay
Ho
Kabhi
Kunker
Ko
Bana
Daitay
Ho
Heeray
Ki
Kani,
Kabhi
Heeron
Ko
Bhi
Mitti
Mein
Mila
Daitay
Ho
Zindagi
Kitnay
He
Murdoon
Ko
Ata
Ki
Jiss
Nai,
Wo
Maseeha
Bhi
Saleebon
Pay
Saja
Daitay
Ho
Khuwahish-E-Deed
Jo
Kar
Baithay
Sir-E-Tuur
Koi,
Tuur
Hee
Bark
e
Tajaali
Say
Jala
Daitay
Ho
Nalay
Namrood
Mein
Dalwatay
Ho
Qudrat
Na
Khaleeq,
Khud
Hee
Phir
Naar
Ko
Gulzaar
Bana
Daitay
Ho
Chahay
Kin
Aan
Mein
Phainko
Kabhi
Maah
Kinaan,
Noor
Yaqoob
Ki
Aankhon
Ka
Bujha
Daitay
Ho
Day
Ke
Yusuf
Ko
Kabhi
Mirs
K
Bazaaron
Mein,
Aakhir
Kaar
Shah-E-Misr
Bana
Daitay
Ho
Jazb
O
Masti
Ki
Jo
Manzil
Pe
Pohonchta
Hai
Koi,
Baith
Ker
Dil
Mein
Anal
Haq
Ki
Sada
Daitay
Ho
Khud
He
Lagwatay
Ho
Phir
Kufr
K
Fatway
Us
Per,
Khud
He
Mansoor
Ko
Sooli
Peh
Charha
Daitay
Ho
Apni
Hasti
Bhi
Wo
Ik
Rooz
Gawa
Baith'ta
Hai,
Apne
Darshan
Ki
Lagan
Jiss
Ko
Laga
Daitay
Ho
Koi
Ranjha
Jo
Kabhi
Khooj
Mein
Nikle
Teri,
Tum
Usay
Jhang
K
Bele
Mein
Rula
Daitay
Ho
Justujo
Lay
K
Tumhari
Joh
Chalay
Qais
Koi,
Us
Ko
Majno
Kisi
Laila
Ka
Bana
Daitay
Ho
Jot?
Sassi
K
Agar
Mun
Mein
Tumhari
Jagay,
Tum
Usay
Taptay
Hoay
Thal
Mein
Jala
Daitay
Ho
Sohni
Gar
Tum
Ko
Mahiwaal
Tassawur
Ker
Le,
Us
Ko
Bikhri
Howi
Lehroon
Mein
Baha
Daitay
Ho
Khudh
Joh
Chaho
To
Sar-E-Arsh
Bula
Ker
Mehboob,
Aik
He
Raat
Mein
Mairaaj
Kara
Daitay
Ho
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Aap
Hi
Apna
Pardah
Ho
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Jo
Kehta
Hoon
Mana
Tumhein
Lagta
Hai
Bura
Sa,
Phir
Bhi
Hai
Mujhay
Tum
Say
Baharhaal
Gila
Sa
Chup
Chaap
Rahay
Daikhtay
Tum
Arsh-E-Bareen
Per,
Taptay
Hoay
Karbal
Mein
Mohammad
Ka
Nawasa
Kiss
Tarah
Pilata
Tha
Laahu
Apna
Wafa
Ko,
Khud
Teen
Dino
Say
Wo
Agarchay
Tha
Piyasa
Dushmun
To
Bahar
Haal
Thay
Dumshun
Magar
Afsoos,
Tum
Nai
Bhi
Faraham
Na
Kia
Pani
Zara
Sa
Her
Zulm
Ki
Taufeeq
Hai
Zaalim
Ki
Wirasat,
Mazloom
K
Hissay
Mein
Tasalli
Na
Dilasa
Kal
Taaj
Saja
Daikha
Tha
Jis
Shaqs
K
Sir
Per,
Hai
Aaj
Usi
Shaqs
K
Haathon
Mein
Hikasa
Yeh
Kia
Hai
Agar
Pochon
To
Kehtay
Ho
Jawaban,
Is
Raaz
Say
Ho
Sakta
Nahi
Koi
Shanasa
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Hairat
Ki
Ik
Dunya
Ho
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Har
Aik
Jaan
Pey
Ho,
Laikin
Pata
Nahi
Maloom
Tumahra
Naam
Suna
Nai,
Nishaan
Nahi
Maloom
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Dil
Say
Armaan
Jo
Nikal
Ja'ay
To
Jugnu
Ho
Ja'ay,
Aur
Aankhon
Mein
Simat
Aa'ay
To
Aanso
Ho
Ja'ay
Ja
Pe
Ya
Huu
Ka
Jo
Be
Hu
Karay
Hu
Mein
Kho
Ker,
Us
Ko
Sultaniyaan
Mil
Jaein
Woh
Baahu
Ho
Ja'ay
Baalgi
Ka
Na
Kisi
Ka
Ho
Churi
Ke
Neechay,
Halk-E-Asghar
Mein
Kabhi
Teer
Tarazu
Ho
Ja'ay
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Kiss
Qadar
Beniyaaz
Ho
Tum
Bhi
Daastan
E
Niyaaz
Ho
Tum
Bhi
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Raah-E-Tehqeeq
Mein
Her
Gaam
Pay
Uljhan
Daikhoon,
Wohi
Halaat
O
Khayalaat
Mein
Anaban
Daikhoon
Bana
Ke
Rah
Jaata
Hoon
Tasaveer
Pareshaani
Ki,
Ghaur
Say
Jab
Bhi
Kabhi
Dunya
Ke
Darpan
Daikhoon
Aik
He
Khaaq
Pay
Fitrat
Ke
Tajaadaat
Itne,
Itne
Hisson
Mein
Banta
Aik
He
Angan
Daikhoon
Kahin
Zahmat
Ki
Sulagti
Howi
Patjhar
Ka
Sama,
Kahin
Rahmat
Ke
Barastay
Hoay
Sawan
Daikhon
Kahin
Punkartay
Darya,
Kabhin
Khamosh
Pahar,
Kabhi
Jungle,
Kahin
Sahra,
Kahin
Gulshan
Daikhoon
Khoon
Rulata
Hai
Yeh
Taqseem
Ka
Andaaz
Mujhay,
Koi
Dhanwaan
Yahaan
Per
Koi
Nirdhan
Daikhoon
Din
Ke
Haathon
Mein
Faqat
Ek
Sulagta
Suraj,
Raat
Ki
Maang
Sitaroon
Say
Muzayyan
Daikhon
Kahin
Murjha'ay
Howe
Phool
Hein
Sach'chaii
Ke,
Aur
Kahin
Jhoot
Ke
Kaanton
Pay
Bhi
Joban
Daikhon
Shams
Ki
Khaal
Kaheen
Khinchti
Nazar
Aati
Hai,
Kaheen
Sarmad
Ki
Utarti
Howi
Gardan
Daikhoon
Raat
Kia
Shay
Hai
Sawayra
Kia
Hai,
Yeah
Ujala
Yeah
Andhera
Kia
Hai
Mein
Bhi
Naayib
Hoon
Tumhara
Aakhir,
Kiyoon
Yeh
Kehtay
Ho
K
Tera
Kya
Hai
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Daikhnay
Wala
Tujhay
Kia
Dekhta
Tu
Nai
Her
Rung
Say
Pardah
Kia
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Masjid
Mandir
Yeh
Mekhanay,
Koi
Yeh
Manay
Koi
Woh
Manay
Sub
Tere
Hein
Jaana
Kasahanay,
Koi
Yeh
Manay
Koi
Woh
Manay
Ik
Honay
Ka
Tere
Qaail
Hai,
Inkaar
Pay
Koi
Maail
Hai
Ik
Khalq
Mein
Shaamil
Karta
Hai,
Ik
Sub
Say
Akela
Rehta
Hai
Hein
Dono
Tere
Mastanay,
Koi
Yeh
Manay
Koi
Woh
Manay
Sub
Hein
Jab
Aashiq
Tumhare
Naam
Ke,
Kiyoon
Yeh
Jhagray
Hein
Rahim-O-Raam
Ke
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Dair
Mein
Tu
Haram
Mein
Tu,
Arsh
Pe
Tu
Zameen
Pe
Tu
Jiss
Ki
Pohonch
Jahan
Talak
Us
K
Liyeah
Waheen
Pe
Tu
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Her
Ik
Rung
Mein
Yakta
Ho
Her
Ik
Rung
Mein
Yakta
Ho
Tum
Ek
Gorakh
Dhanda
Ho
Markaz
E
Justuju,
Aalam
E
Rung
O
Boo,
Dum
Ba
Dum
Jalwagar
Tu
He
Tu
Chaar
Su
Hu
K
Mahool
Mein
Kuch
Nahi
Illah
Hu,
Tum
Bohot
Dilruba
Tum
Bohot
Khoobaru
Arsh
Ki
Azmatein
Farsh
Ki
Aabro,
Tum
Ho
Qonein
Ka
Haasil-E-Aarzo
Aankh
Nay
Ker
Lia
Aanso'on
Say
Wazu,
Ub
To
Ker
Do
Ata
Deed
Ka
Ik
Sabu
Aao
Parday
Say
Tum
Aankh
K
Ru
Baru,
Chund
Lamhay
Milan
Do
Ghari
Guftagu
Naaz
Jabta
Phiray
Ja
Baja
Qo
Ba
Qu,
Wahdahu
Wahdahu
La
Shareeka
Laho
Allah
Hu
Allah
Hu
Allah
Hu
Allah
Hu
Allah
Hu
Allah
Hu
Allah
Hu
Allah
Hu
1 Aag Daman Main Lag Jayegi
2 Aaj Koi Baat Ho Gayi
3 Aarzooemohabbat Hai
4 Ab Dekh Ke Jee Ghabrata Hai
5 Allah Hoo - Studio
6 Bahaar Ke Din Hain
7 Band Hua Saara Maikhana
8 Dayar E Ishq Me
9 Dil Jis Se Zinda Hai
10 Dil Pe Zakham Khaate Hain
11 Dil Sulagta Raha Chandni Raat Mein
12 Doston Ki Shikayat
13 Dum Mast Qalander Mast Mast - Studio
14 Eid-gahay mahay gareeba
15 Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se
16 Hai Kahan Ka Irada Tumhara Sanam
17 Haqeeqat Ka Agar Afsana Ban Jaye
18 Jaag Uthe Hain Dard Purane
19 Kehna Ghalat Ghalat
20 Khanjar Hain Teri Aankhen
21 Maikada Bhi Apna Hai
22 Main Khayal Hun
23 Main Talkhiye Hayaat Se
24 Mere Intezaar Karna
25 Mere Saqi Yeh Tamasha
26 Mulaqat Ho Gayi
27 Na Sawal Ban Ke Mila Karo
28 Nargisi Ankh Dorey Gulabi
29 Nit Khair Manga Sohneya - Studio
30 Pilao Saqi
31 Puchha Kisi Ne Haal Kisi Ka
32 Sadgi To Hamari Zara
33 Shaam Savere Nain
34 Tu Agar Beneqab Ho Jaye
35 Tum Ek Gorakhdhanda Ho
36 Tumhen Dillagi Bhool Jaani Padegi - Studio
37 Tumne Bhi Thukra Hi Diya Hai
38 Un Ke Dar Pe Puhanchne
39 Woh Hata Rahe
40 Ya Haiyyo Ta
41 Zee Hale Miskin
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.