Hasan Raheem - Peanut Butter текст песни

Текст песни Peanut Butter - Hasan Raheem



You're the peanut to my butter
Phir bhi tu itni kyun besabar
Ye sarey ganey teray sadkay
Phir bui kyun tu yun aisay bhatkay
Meray baghair idhar udhar
Baby kyun itni th besabar
Shaerana sufiyana
Khatey teray lai meri jaana
Dono jahano kay gham daikar
Apny duniya main tu bekhabar
Itni kay you're just trynna cover
All of your tracks my girl you better
Taira jo Ikhtiyar
Meray sar tha sawaar
Teray sang mar mittay
Kaisay main samjhun ye
All the times we've been through
Sticked around trusted you
Ab aakeli tu akeli tu akaile tuuuuuu yeah
Kia ye jo sab horaha hai
Teray kiye ki saza hai
Bhar kay Sabar kay paimanay ye dil apney rastey chal diya hai
Oho... Yeah... Oh no no... oho... Yeah
Mainay jo sab hai ye kaha na
Maqsad tuje hai nai sunana
Bas Apney dil ko dun dhilasa
Afsurda rehta ye bichara
Dhoondun iska naya thikana
In zakon ko marham lagana
Taira jo Ikhtiyar
Meray sar tha sawaar
Teray sang mar mittay
Kaisay main samjhun ye
All the times we've been through
Sticked around trusted you
Ab akeli tu akeli tu akaile tuuuuuu yeah
Kia ye jo sab horaha hai
Teray kiye ki saza hai
Bhar kay Sabar kay paimanay ye dil apney rastey chal diya hai
Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana
Dil-e-baymudda kis ada pay tha main fana tha main fana
Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana
Dil-e-baymudda kis ada pay tha main fana tha main fana
Ab ham juda ham juda is judai main fana main fana
Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana
Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana pay the main fana
Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana pay the main fana



Авторы: Hasan Raheem


Hasan Raheem - Nautanki
Альбом Nautanki
дата релиза
26-12-2022


Еще альбомы
Исполнитель Hasan Raheem, альбом SHE
2021
Исполнитель Hasan Raheem, альбом Aarzu
2021
Исполнитель Hasan Raheem, альбом Khona Tha
2021
Исполнитель Hasan Raheem, альбом Saada
2020
Исполнитель Hasan Raheem, альбом Kya Kahun
2019
Исполнитель Hasan Raheem, альбом Paas
2018
все альбомы


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.