Текст песни Khamiyaan - Hindh
Insaan
me
ni
raha
insaaf
Kyunki
abhi
in
saaron
me
aaya
lalach
Esa
kaisa
aa
gaya
zamana
Itne
pagal
hai
khazane
ke
liye
ki
maarne
pe
aayi
shamat
Kare
kiska
bhala
nahi
esi
kaisi
takat
Bayaan
kare
kala
nahi
esa
kaisa
kagaz
Du
me
tujhko
sala
ki
ye
paisa
tum
kamalo
ge
kabhi
bhi
Lekin
time
nahi
aane
wala
wapas
yh
Zindagi
badalne
me
lagati
pal
bhi
ni
To
jo
bhi
hai
wo
aaj
hi
hai
shayad
ho
kal
hi
ni
Aage
badte
kaise
agar
hota
darr
hi
ni
Zindagi
ka
maza
kaisa
agar
usme
dard
hi
ni
Sardi
ke
bina
to
garmi
ki
ni
ehmiyat
Akele
rahe
bina
jaane
ghar
ki
nahi
ehmiyat
To
apne
khaas
wale
rakho
apne
paas
Aur
bitao
aisa
waqt
ki
pachtaoge
ni
baad
me
Sabar
rakho
sab
badalta
ni
raat
me
Sab
chahte
ki
ho
sab
unke
haath
me
Lekin
iss
sadak
pe
humesha
success
ni
Ye
safar
bada
lamba
hota
sabak
har
ek
haar
me
Mera
yaar
aake
bola
mere
paas
me
Ki
yaar
vese
sab
hai
mere
paas
Lekin
na
jaane
me
phir
bhi
kyu
udaas
To
mene
khola
ek
zindagi
ka
raaz
ki
Khushi
bhi
kamal
ki
cheez
hai
Paison
se
bikti
nahi
he
Baantne
se
badti
hai
aur
lekin
Cheen
ne
se
milti
nahi
he
Khamiyaan
to
hoti
yaha
sabhi
me
Hume
sirf
dikhti
nahi
he
To
jo
bhi
mila
ussi
me
raho
khush
Kyunki
khushi
zyada
tikti
nahi
he
Kass
ke
tu
pakad
Kahi
haath
se
na
chuth
jaaye
Chali
jaye
door
kab
aayegi
na
samajh
Wo
bulane
pe
ni
aati
jani
usko
teri
taraf
keech
Hum
sabhi
insaan
he
aur
tu
alag
ni
Yaha
koi
nahi
jisne
dekhe
zakham
ni
Lekin
duniya
ye
chalti
rehti
dost
Agar
ek
baar
gira
wapas
uthke
uss
se
sabak
seekh
Teri
nazar
me
hai
tere
paas
kam
Lekin
dusre
ke
nazaron
me
tere
paas
bhot
kuch
Teri
zindagi
to
kisi
ka
hai
sapna
Unhe
agar
teri
jagah
mile
honge
bhot
khush
Tabhi
kisi
se
bhi
jalan
hi
ni
hoti
Kya
hum
haste
ni
jebe
agar
wazani
ni
hoti
Pyaar
baantne
ki
rakam
hi
ni
Paise
peeche
bhagoge
to
daud
teri
khatam
hi
ni
honi
haa
Gareeb
mangta
hai
zindagi
raees
wali
Wo
kehta
paisa
saare
mushkilon
ka
haal
lekin
Raees
jaan
gaya
zindagi
haseen
Sirf
milti
usse
jeene
se
na
ki
usse
khareedne
se
Jaa
sakta
wo
peeche
agar
jeeta
wapas
dheere
se
Beete
hue
lamhe
zyada
keemti
he
heere
se
Reh
gaye
jo
bhi
neeche
wo
lagata
unhe
seene
se
Aur
kehta
ki
ye
zindagi
haseen
he
zara
jee
ke
dekh
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.