Nusrat Fateh Ali Khan - Saadgi to Hamari Zara Dekhiye текст песни

Текст песни Saadgi to Hamari Zara Dekhiye - Nusrat Fateh Ali Khan



Saadagi to hamari zara dekhiye,
Aitbaar aapke vaade per kar liya.
Saadgi to hamari zara dekhiye...,
Saadgi to hamari zara dekhiye...
Masti mein ik haseen ko
Khuda kah gaye hain hum,
Jo kuch bhi keh gaye hein
Baja keh gaye hain hum.
Saadgi to hamari zara dekhiye...
Aaa saadgi to hamari zara dekhiye...
Charofadgi to dekhu hamare khaloos ki,
Kis saadgi say tujhko
Khuda keh gaye hain hum.
Saadgi to hamari zara dekhiye...
Saadgi to hamari zara dekhiye...
Kiss chop kiss tamanna kis darja sadgi
Se, hum aap ki shikayat karte hain aap hi se.
Saadgi to hamari zara dekhiye...
Saadgi to hamari zara dekhiye...
Ik tere ata ki rodaad ho gaye hain hum,
Tere ata ki rodaad ho gaye hain hum,
Badhe khuloos se barbaad ho gaye hain hum.
Zara dekhiye, saadgi to hamari zara dekhiye.
Saadgi to hamari zara dekhiyeh.
Saadgi to hamari zara daikh′iyeh.
Aitbaar aapke vaade par kar liya.
Baat to sirf ik raat ki thi magar,
Intzaar aap ka umar bhar kar lia...
Ishq mein uljhane pehle hi kam na thi,
Aur paida naya dard-e-sir kar lia...
Log darte hain kaatil ki parchaayi se.
Humne qatil ke dil mein bhi ghar kar lia.
Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha...
Shikwa kia, sitam ka to namdida ho gaye,
Tum to zara si baat par ranjida ho
Gaye. zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha...
Tera zulam nahi hai shamil gar meri barbadi mein,
Phir yeh aankhein bheeg rahi hain kyun mere afsaane se...
Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha.
Zikakr ik bewafa aur sitamgar ka tha meri halat daikh ker tum kyun
Pareshan ho gaye,
Zikakr ik bewafa aur sitamgar ka
Tha... Zikkar ik bewafa aur sitamgar ka tha,
Aap ka aise baaton se kya waasta...
Aap to bewafa aur sitamgar nahi,
Aap ne kis liye muh udhar kar lia...
Jab tulu aaftab hota hai gham ke sagar uchaal deta hoon,
Tazkara jab wafa ka hota hai mein tumhari misaal deta hoon.
Aap to bewafa aur sitamgar nahi...
Aap to bewafa aur sitamgar nahi kyun aankh milayi thi,
Kyun aag lagai thi. ub rukh kyun chupa baithe kar ke mujhe deewana...
Aap to bewafa aur sitamgar nahi...
Aap to bewafa aur sitamgar nahi
Zindagi-bhar ke shikwe-gile the bahot
Waqt itna kahan tha ke dohratay hum...
Ek hijki mein keh dali sub dastaan
Hum kisse ko yun mukhtasar kar
Lia,... beqarari milay gi mitega sukoon,
Chain chin jayega neend urh jayegi.
Apna anjaam sub hum ko maloom tha, aapse dil ka sauda magar kar lia...
Zindagi ke safar mein bahot dur tak,
Jab koi dost aaya na humko nazar.
Humne ghabra ke tanhaaiyon se sada,
Ek dushman ko khud humsafar kar lia... Saadagi To Hamari Zara Dekhiye,
Aitbaar Aapke Waday Per Kar Liya... Saadagi To Hamari Zara Dekhiye,
Aitebar Aapke Waade Per Kar Liya...




Nusrat Fateh Ali Khan - Nusrat's 50 Best of Urdu Sufi and Qawwali Hits
Альбом Nusrat's 50 Best of Urdu Sufi and Qawwali Hits
дата релиза
25-03-2014

1 Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai
2 Dil Pe Zakham Khaate Hain
3 Aisa Banana Sanwarna Mubarak Tumhein
4 Tumhein Dillagi Bhool Jaani Padegi
5 Aag Daman Mein Lag Jayegi
6 Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
7 Gham Hai Ya Khushi Hai Tu
8 Dil Sulagta Raha Chandni Raat Mein
9 Woh Hata Rahe Hain Parda
10 Aaj Koi Baat Ho Gayi
11 Dayareishq Mein
12 Mast Nazron Se Allah Bachaye
13 Haqeeqat Ka Agar Afsana Ban Jaye
14 Ab Dekh Ke Jee Ghabrata Hai
15 Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka
16 Saanson Ki Mala Pe Simrun Main
17 Hai Kahan Ka Irada Tumhara Sanam
18 Dil Jis Se Zinda Hai
19 Khanjar Hain Teri Aankhein
20 Shaam Savere Nain Bichha Ke
21 Band Hua Saara Maikhana
22 Doston Ki Shikayat
23 Jaag Uthe Hain Dard Purane
24 Ghameyaar Se Shikayat
25 Aarzooemohabbat Hai
26 Main Talkhiye Hayaat Se
27 Tu Agar Benaqaab Ho Jaaye
28 Bahaar Ke Din Hain
29 Maikada Bhi Apna Hai
30 Mere Saaqi Yeh Tamasha
31 Mulaqaat Ho Gayi
32 Saadgi to Hamari Zara Dekhiye
33 Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Darr Se
34 Poochha Kisi Ne Haal Kisi Ka
35 Pilao Saaqi
36 Tumne Bhi Thukra Hi Diya Hai
37 Mera Intezaar Karna
38 Raah Aasaan Ho Gayi Hogi
39 Na Sawaal Ban Ke Mila Karo
40 Mujhe Tum Yaad Aate Ho
41 Kehna Ghalat Ghalat
42 Nargisi Ankh Dorey Gulabi
43 Un Ke Dar Pe Pahunchne
44 Tum ek gorakh dhandha ho
45 Is Karam Ka Karun Shukar Kaise
46 Zehaale Miskeen Makun Taghaful
47 Eid-gahay mahay gareeba
48 Ya Haiyyo Ta Qayyum
49 Dum Mast Qalander Mast Mast
50 Allah Hoo




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.