Pankaj Udhas - Shabab Par Hai Jawani текст песни

Текст песни Shabab Par Hai Jawani - Pankaj Udhas

Yeh bejaan cheejo ki feeki numaish
Yeh unche yeh kahin yaa yeh taare hata do
Jahaan se gujarna hain us maizabee ko
Waha mere siine ki dhadkan bichha do
Shabab par hain jawani nazar lage na kahin

Bane naa koi kahaani nazar lage na kahin
Shabab par hai jawani nazar lage na kahin
Nazar theharti nahin woh shabaab paya hain

Bahaar bharti hain paani nazar lage na khai

Bane na koi kahani nazar lage na kahin
Shabab par hai jawani nazar lage na kahin
Andheri raat main raaho pe
Yun na nikalaa kar
Andheri raat main raaho pe
Yun na nikalaa kar
Andheri raat main raaho pe
Yun na nikalaa kar
Tu chaandni ki hain raani nazar lage na kahin
Tu chaandni ki hain raani nazar lage na kahin
Bane na koi kahani nazar lage na kahin
Shabab par hai jawani nazar lage na kahin
Dhanak sitaare ghata roshni saba khushboo

Yeh sab teri nishaani nazar lage na kahin
Yeh sab teri nishaani nazar lage na kahin
Bane na koi kahani nazar lage na kahin
Shabab par hain jawani nazar lage na kahin
Bane na koi kahani nazar lage na kahin
Shabab par hain jawani nazar lage na kahin

Авторы: Madan Pal, Pankaj Udhas

Pankaj Udhas - Aafreen Vol. 2
Альбом Aafreen Vol. 2
дата релиза
01-01-1986

Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.