Sadhana Sargam - Jai Saraswati Mata текст песни
Sadhana Sargam Jai Saraswati Mata

Jai Saraswati Mata

Sadhana Sargam



Текст песни Jai Saraswati Mata - Sadhana Sargam




Om jai saraswati mata
Maiyaa, jai saraswati mata
Sadgun vaibhav shalini, sadgun vaibhav shalini
Tribhuvan vikhyata
(om jai saraswati mata)
Chandravadani, padmacini, beauti mangalakaari
(maiyaa, beauti mangalakaari)
Sohe shubh hans sawari, sohe shubh hans sawari
Atul tejadhari
(om jai saraswati mata)
Baayein kar mein veena, daayen kar mein maala
(maiyaa, daayen kar mein maala)
Sheesh mukut-mani sohe, sheesh mukut-mani sohe
Gal motiyan maala
(om jai saraswati mata)
Devi sharan jo aaye, unka uddhaar kiya
(maiyaa, unka uddhaar kiya)
Baithee manthara daasi, baithee manthara daasi
Ravan sanhaar kiya
(om jai saraswati mata)
Vidya, gyaan pradaayani, gyaan-prakaash baro
(maiyaa, gyaan-prakaash baro)
Moh, agyaan timir ka, moh, agyaan timir ka
Jag se naash karo
(om jai saraswati mata)
Dhoop, deep, fal, mewa, maan, sweekaar karo
(devi maan, sweekaar karo)
Gyaan-chakshu de, mata, gyaan-chakshu de, mata
Jag nistaar karo
(om jai saraswati mata)
Maan saraswati kee aarti jo koyi nar gavai
(maiyaa, jo koyi nar gavai)
Hitkaari, sukhakaari, hitkaari, sukhakaari
Gyaan, bhakthi paavai
(om jai saraswati mata)
(om jai saraswati mata)
(maiyaa, jai saraswati mata)
(sadgun vaibhav shalini, sadgun vaibhav shalini
(tribhuvan vikhyata)
(om jai saraswati mata)
(om jai saraswati mata)
(om jai saraswati mata)




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.