Текст песни Panchhi Nadiyan Pawan Ke Jhonke - From "Refugee" - Sonu Nigam , Alka Yagnik
Uparwaale
ne
apne
mohabbat
ke
sadke
mein
Hum
sab
ke
liye
yeh
dharati
banaayi
thi
Par
mohabbat
ke
dushmano
ne,
isapar
lakeere
khichkar
sarhade
bana
di
Main
jaanata
hoon,
woh
log
tumhe
iss
paar
nahi
aane
denge
Magar
yeh
pawan
jo
tumhaare
yaha
se
hokar
aayi
hai
Tumhe
chhukar
aayi
hogi
Main
ise
saans
banaakar
apne
sine
mein
bhar
lunga
Yeh
nadiya
jispar
jhukkar
tum
paani
kiya
karte
ho
Main
isake
paani
se
apne
pyaase
honto
ko
bhigon
lungi
Samjhungi
tumhaare
honton
ko
chhu
liya
Panchhi
nadiya
pawan
ke
jhonke,
koi
sarhad
na
inhe
roke
- (2)
Sarhad
insano
ke
liye
hain,
socho
tumne
aur
maine
kya
paya
insan
hoke
Panchhi
nadiya
pawan
ke
jhonke,
koi
sarhad
na
inhe
roke
Sarhad
insano
ke
liye
hain,
socho
tumne
aur
maine
kya
paya
insan
hoke
Jo
hum
dono
panchchhi
hote,
tairte
hum
is
neel
gagan
mein
pankh
pasare
Saari
dharti
apni
hoti,
apne
hote
saare
najare
Khuli
fizao
mein
udate
-2
apane
dilo
mein
hum
saara
pyar
samaake
Panchhi
nadiya
pawan
ke
jhonke,
koi
sarhad
na
inhe
roke
Sarhad
insano
ke
liye
hain,
socho
tumne
aur
maine
kya
paya
insan
hoke
Jo
main
hoti
nadiya
aur
tum
pawan
ke
jhonke
to
kya
hota
- (2)
Pawan
ke
jhonke
nadi
ke
tan
ko
jab
chhute
hain
- (2)
Lehare
hi
lehare
banti
hain,
hum
dono
jo
milte
to
kuch
aisa
hota
Sab
kehte
ye
lehar
lehar
jaha
bhi
jaaye
inko
na
koi
toke
Panchhi
nadiya
pawan
ke
jhonke,
koi
sarhad
na
inhe
roke
Sarhad
insano
ke
liye
hain,
socho
tumne
aur
maine
kya
paya
insan
hoke
Panchhi
nadiya
pawan
ke
jhonke,
koi
sarhad
na
inhe
roke
1 Tum Ko Dekha To Yeh Khayal Aaya (From "Saath Saath")
2 Dekha Ek Khwab, Pt. 1
3 Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar - From "Saath Saath"
4 Mujhe Tum Yaad Karna - From "Mashaal"
5 Koi Jane Koi Na Jane (From "Aur Pyar Ho Gaya")
6 Yeh Kahan Aa Gaye Hum (From "Silsila")
7 Kuch Na Kaho (From "1942 - A Love Story")
8 Ek Ladki Ko Dekha
9 Rooth Na Jana - From "1942 - A Love Story"
10 Aisa Lagta Hai - From "Refugee"
11 Achchi Lagti Ho - From "Kuch Naa Kaho"
12 Pyar Hua Chupke Se - From "1942 A Love Story"
13 Mere Humsafar - From "Refugee"
14 Jadoo Bhari (From "Dastak")
15 Tare Hain Barati (From "Virasat")
16 Suno Zara (From "Bada Din")
17 Thodasa Pagla (From "Aur Pyar Ho Gaya")
18 Panchhi Nadiyan Pawan Ke Jhonke - From "Refugee"
19 Dhol Bajne Laga - From "Virasat"
20 Kuch Naa Kaho (From "Kuch Naa Kaho")
21 Neela Aasman So Gaya - From "Silsila"
22 Kathai Aankhon Wali - From "Duplicate"
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.