Udbhav feat. Sitarsnub & Rashim Anand - Sangam текст песни

Текст песни Sangam - Udbhav , Sitarsnub , Rashim Anand



Vaama utkrisht, agam
Paavan maanav utpann
Darshan dayvi sargam
Dheema, dheema sangam
Vaama utkrisht, agam
Paavan maanav utpann
Darshan dayvi sargam
Dheema, dheema sangam
Mil jaana ram piya re
Mil jaana ram piya re
Naina tarse
Tohe dekhan ko
Mil jaana ram piya re
Mil jaana ram piya re
Naina tarse
Tohe dekhan ko
Bas bhi kar
Mil sakein kahin pe, kis kadar
Zindagi jo tere sang mein hai
Ab nahi hai mujhko sabar
Mann ko zamin pe chhod kar
Iss safar pe nikal chalein
Tumse milan ka lakshya hai
Milne tum ya mile pralay
Baadha yah neel gagan
Darshan dayvi hai srijan
Jeevit hain wah har dam
Dheema, dheema sangam
Vaama utkrisht, agam
Paavan maanav utpann
Darshan dayvi sargam
Dheema, dheema sangam
Ban pramod mein ghari pukaaru
Suniye roop ujaare
Sundar shyam kamaldar lochan
Do nayanan ke taare
Ban pramod mein ghari pukaaru
Suniye roop ujaare
Sundar shyam kamaldar lochan
Do nayanan ke taare
Kasam se
Humse khafa hain yeh iraade
Antim sarhad paane ka inko ab junoon hai
Kyun hain
Hum aise kyun hain?
Kasam se
Kasam se
Dauhrana vo sargam
Yaad aata hai har dam
Dheere dheere humdum
Tera mera sangam
Dauhrana vo sargam
Yaad aata hai har dam
Dheere dheere humdum
Tera mera sangam



Авторы: Udbhav Acharya


Udbhav feat. Sitarsnub & Rashim Anand - Milansaar - EP
Альбом Milansaar - EP
дата релиза
07-01-2022




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.