Mukesh & Lata Mangeshkar - Dil Ki Nazar Se (1958 Anari) текст песни

Текст песни Dil Ki Nazar Se (1958 Anari) - Lata Mangeshkar , Mukesh



Dil ki nazar se
Nazron ki dil se
Ye baat kya hai
Ye raaz kya hai
Koi hame toh batade.
Seene se uthkar hoton pe aaya
Ye geet kaisa hai, ye raag kya hai
Koi hame batade
Dil ki nazar se
Nazaro ki dil se
Ye baat kya hai
Ye raaz kya hai
Koi hame btade
Dil ki nazar se.
Kyaa beckhabar yuhi aisi chali ja rhi mai
Ye kaunse bandhano me bandhi ja rhi mai
Kyu bekhabar yuhi aisi chali ja rhi main
Ye kaunse bandhano me bandhi ja rhi mai
Kuch ho rha h
Kuch mil rha hai
Ye baat kya h
Ye raaz kya hai
Koi hame batade
Dil ki nazar se.
Hum kho chale, chand hai ya koi jaadugar hai.
Ya madhbhari yeh tmhari nazar ka asar hai.
Hum kho chale, chand hai ya koi jaadugar hai.
Ya madhbhari yeh tmhari nazar ka asar hai.
Sab kuch hamara, ab hai tmhara
Ye baat kya h
Ye raaz kya hai.
Koi hame batade.
Dil ki nazar se...
Aakash me ho rhe hai kaise ishare.
Kya dekhkar aaj hai itne khush chaand taare!
Aakash me ho rhe hai kaise ishare.
Kya dekhkar aaj hai itne khush chaand taare!
Ghumsum karaye, dil me samaye
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai.
Koi hame batade.
Dil ki nazar se, nazaro ki dil se
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai
Koi hame batade.
Dil ki nazar se!!



Авторы: Jaikshan Shankar


Mukesh & Lata Mangeshkar - Bollywood Duets: Authentic Recordings 1949-1960
Альбом Bollywood Duets: Authentic Recordings 1949-1960
дата релиза
17-04-2013

1 Ichak Dana Beechak Dana (1955 Shree 420)
2 Begani Shadi Mein Abdulla (1960 Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
3 Patli Kamar Hai (1949 Barsaat)
4 Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye (1960 Chhalia)
5 Aa Ab Laut Chalen (1960 Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
6 Yeh Wada Karen Hum (1960 Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere)
7 Ankhon Mein Rang Kyon Aaya (1960 Ek Phool Char Kante)
8 Jhoomta Mausam Mast Mahina (1959 Ujala)
9 Duniya Walon Se Door (1959 Ujala)
10 Nee Baliye Rut Hai Bahar Ki (1959 Kanhaiya)
11 Tum Chal Rahe Ho Hum Chal Rahe Hai (1959 Duniya Na Mane)
12 Main Hoon Mast Madari (1959 Madari)
13 Nain Dwar Se Man Men Woh Aake (1959 Sawan)
14 Tum Roothi Raho (1960 Aas Ka Panchhi)
15 Nazar Nazar Se Ho Rahi Hai Baat (1958 Main Nashe Men Hoon)
16 Dil Tadap Tadap Ke Kah Raha (1958 Madhumati)
17 Mini Mini Chichi, Duniya Mein Chand Suraj (1957 Kath Putli)
18 Yeh Wada Karo (1956 Raj Hath)
19 Sapnon Mein Aana (1952 Shisham)
20 Jane Na Nazar Pehchane Jigar Ye Kaun (1953 Aah)
21 Aaja Re Ab Mera Dil Pukara (1953 Aah)
22 Chhod Gaye Balam (1949 Barsaat)
23 Ae Dil Na Mujhse Chhupa (1951 Badal)
24 Bade Armanon Se (1951 Malhar)
25 Kahan Ho Tum Zara Awaz Do (1951 Malhar)
26 Dambhar Jo Udhar Munh Phere (1951 Awaara)
27 Dil Ki Nazar Se (1958 Anari)
28 Dil Lootnewale Jadugar (1959 Madari)




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.